खिलौना जानकर तुम तो, मेरा दिल तोड़ जाते हो
हो …
खिलौना, जानकर तुम तो, मेरा दिल तोड़ जाते हो
मुझे इस, हाल में किसके सहारे छोड़ जाते हो
खिलौना …
मेरे दिल से ना लो बदला ज़माने भर की बातों का
ठहर जाओ सुनो मेहमान हूँ मैं चँद रातों का
चले जाना अभी से किस लिये मुह मोड़ जाते हो
खिलौना …
गिला तुमसे नहीं कोई, मगर अफ़सोस थोड़ा है
के जिस ग़म ने मेरा दामन बड़ी मुश्किल से छोड़ा है
उसी ग़म से मेरा फिर आज रिश्ता जोड़ जाते हो
खिलौना …
खुदा का वास्ता देकर मनालूँ दूर हूँ लेकिन
तुम्हारा रास्ता मैं रोक लूँ मजबूर हूँ लेकिन
के मैं चल भी नहीं सकता हूँ और तुम दौड़ जाते हो
हो, खिलौना …
ho …
khilaunā, jānkar tum to, merā dil toṛ jāte ho
mujhe is, hāl meṅ kiske sahāre chhoṛ jāte ho
khilaunā …
mere dil se nā lo badlā zamāne bhar kī bātoṅ kā
ṭhahar jāo suno mehmān hūṇ maiṅ chṇd rātoṅ kā
chale jānā abhī se kis liye muh moṛ jāte ho
khilaunā …
gilā tumse nahīṅ koī, magar afsos thoṛā hai
ke jis ġham ne merā dāman baṛī muśhkil se chhoṛā hai
usī ġham se merā phir āj riśhtā joṛ jāte ho
khilaunā …
khudā kā vāstā dekar manālūṇ dūr hūṇ lekin
tumhārā rāstā maiṅ rok lūṇ majbūr hūṇ lekin
ke maiṅ chal bhī nahīṅ saktā hūṇ aur tum dauṛ jāte ho
ho, khilaunā …