कौन विराने में देखेगा बहार्
एक अहल-ए-दर्द ने सुनसान जो देखा कफ़स
बोला अब आती नहीं है क्यों सदा-ए-अंदली
बालों पर दो-चार दिखला कर कहा सैयाद ने
येह निशानी रह गई है अब बजा-ए-अंदली
कौन वीराने में देखेगा बहार (3)
कौन वीराने में देखेगा बहार
फूल जंगल में खिले किनके लिये (3)
दिल का ज़ामन तू तेरा क्या ऐतबार (2)
पहले इक ज़ामन हो ज़ामन के लिये (3)
लाश पर इबरत यह कहती थी 'अमीर्' (2)
आये थे दुनिया में इस दिन के लिये (4)
ek ahal-e-dard ne sunsān jo dekhā kafas
bolā ab ātī nahīṅ hai kyoṅ sadā-e-aṅdlī
bāloṅ par do-chār dikhlā kar kahā saiyād ne
yeh niśhānī rah gaī hai ab bajā-e-aṅdlī
kaun vīrāne meṅ dekhegā bahār (3)
kaun vīrāne meṅ dekhegā bahār
phūl jaṅgal meṅ khile kinke liye (3)
dil kā zāman tū terā kyā aitbār (2)
pahle ik zāman ho zāman ke liye (3)
lāśh par ibarat yah kahtī thī 'amīr' (2)
āye the duniyā meṅ is din ke liye (4)