Kaho aake bahaar kare meraa singaar

कहो आके बहार करे मेरा सिंगार्
Year
Language

आ: कहो आके बहार करे मेरा सिंगार
मुझे प्यार मिला हो दिलदार मिला
मु: चुनूँ फूल हज़ार करूँ तुझपे निसार
मुझे प्यार मिला हो दिलदार मिला

आ: ये मस्त फ़िज़ा दिल को दीवाना बनाती है
मु: इक शोख नज़र तेरी सौ भेद बताती है
आ: तुम्हीं मेरा क़रार तुम्हीं मेरा निखार
मुझे प्यार मिला …

बेदर्द ज़माने को हम प्यार सिखा देंगे
मु: दिल खो ही चुके पहले अब जां भी गंवा देंगे
आ: ये है ऐसा खुमार नहीं जिसका उतार
मुझे प्यार मिला …

ā: kaho āke bahār kare merā siṅgār
mujhe pyār milā ho dildār milā
mu: chunūṇ phūl hazār karūṇ tujhpe nisār
mujhe pyār milā ho dildār milā

ā: ye mast fizā dil ko dīvānā banātī hai
mu: ik śhokh nazar terī sau bhed batātī hai
ā: tumhīṅ merā qarār tumhīṅ merā nikhār
mujhe pyār milā …

bedard zamāne ko ham pyār sikhā deṅge
mu: dil kho hī chuke pahle ab jāṅ bhī gaṅvā deṅge
ā: ye hai aisā khumār nahīṅ jiskā utār
mujhe pyār milā …