Kahne ko bahut kuchh thaa magar kah naheen paaye

कहने को बहुत कुछ था मगर कह नहीं पाये
Year
Language

( कहने को बहुत कुछ था
मगर कह नहीं पाये ) -2
फिर सोचा के ख़ामोश रहें
रह नहीं पाये
कहने को बहुत कुछ था
मगर कह नहीं पाये

समझा ना मेरा ग़म कोई
इस बात का ग़म है
फिर भी मेरे दिल तुझको
वफ़ाओं की क़सम है
आँखों में हो आँसू भी
मगर बह नहीं पाये
कहने को बहुत कुछ था
मगर कह नहीं पाये

फूलों से चमन
आसमाँ तारों से भरा है
उम्मीद का दामन मेरा
ख़ारों से भरा है
क़िसमत ने सितम ऐसे किये
सह नहीं पाये

कहने को बहुत कुछ था
मगर कह नहीं पाये
फिर सोचा के ख़ामोश रहें
रह नहीं पाये
कहने को बहुत कुछ था
मगर कह नहीं पाये

( kahne ko bahut kuchh thā
magar kah nahīṅ pāye ) -2
phir sochā ke khāmośh raheṅ
rah nahīṅ pāye
kahne ko bahut kuchh thā
magar kah nahīṅ pāye

samjhā nā merā ġham koī
is bāt kā ġham hai
phir bhī mere dil tujhko
vafāoṅ kī qasam hai
āṇkhoṅ meṅ ho āṇsū bhī
magar bah nahīṅ pāye
kahne ko bahut kuchh thā
magar kah nahīṅ pāye

phūloṅ se chaman
āsmāṇ tāroṅ se bharā hai
ummīd kā dāman merā
khāroṅ se bharā hai
qismat ne sitam aise kiye
sah nahīṅ pāye

kahne ko bahut kuchh thā
magar kah nahīṅ pāye
phir sochā ke khāmośh raheṅ
rah nahīṅ pāye
kahne ko bahut kuchh thā
magar kah nahīṅ pāye