इस कदर प्यार है तुमसे है हमसफ़र्
इस कदर प्यार है तुमसे ऐ हमसफ़र
अब तो जीते हैं हम बस तुम्हें देखकर
तुम्हारी हर अदा तुम्हारी हर नज़र
ये क्या कहने लगी तुम्हें है क्या खबर
इस कदर प्यार है …
दिल में हैं बेताबियां नींद उड़ने लगी
तेरे ख्यालों से ही आँख जुड़ने लगी
हर पल तुमको देखा मैने कहती है मेरी नज़र
तुम्हारी हर अदा …
साँसों में बसने लगी जबसे तू ओ जान-ए-जां
अपना सा लगने लगा मुझको सारा जहां ओ
महका महका लगता मुझको खुशियों से दिल का नगर
तुम्हारी हर अदा …
is kadar pyār hai tumse ai hamasafar
ab to jīte haiṅ ham bas tumheṅ dekhkar
tumhārī har adā tumhārī har nazar
ye kyā kahne lagī tumheṅ hai kyā khabar
is kadar pyār hai …
dil meṅ haiṅ betābiyāṅ nīṅd uṛne lagī
tere khyāloṅ se hī āṇkh juṛne lagī
har pal tumko dekhā maine kahtī hai merī nazar
tumhārī har adā …
sāṇsoṅ meṅ basne lagī jabse tū o jān-e-jāṅ
apnā sā lagne lagā mujhko sārā jahāṅ o
mahkā mahkā lagtā mujhko khuśhiyoṅ se dil kā nagar
tumhārī har adā …