कभी तो नज़र मिलाओ कभी तो करीब आओ
जो नहीं कहा है कभी तो समझ भी जाओ
हम भी तो हैं तुम्हारे दीवाने हो दीवाने
कभी तो नज़र …
हमने तुमको देखते ही दिल दिया
तुम भी सोचो तुमने हमसे क्या किया
तुमने क्या किया क्या किया
मेरा दिल न तोड़ो कभी दिल से दिल मिला लो
कभी तो नज़र …
दिल ये चाहे तेरी ज़ुल्फ़ें चूम लूं
सोचता हूँ और तुमसे क्या कहूँ
तुमसे क्या कहूँ क्या कहूँ
कोई फ़ैसला दो कभी तो गले लगाओ
हम भी तो हैं …
kabhī to nazar milāo kabhī to karīb āo
jo nahīṅ kahā hai kabhī to samajh bhī jāo
ham bhī to haiṅ tumhāre dīvāne ho dīvāne
kabhī to nazar …
hamne tumko dekhte hī dil diyā
tum bhī socho tumne hamse kyā kiyā
tumne kyā kiyā kyā kiyā
merā dil na toṛo kabhī dil se dil milā lo
kabhī to nazar …
dil ye chāhe terī zulfeṅ chūm lūṅ
sochtā hūṇ aur tumse kyā kahūṇ
tumse kyā kahūṇ kyā kahūṇ
koī faislā do kabhī to gale lagāo
ham bhī to haiṅ …