कारे कारे बदरा, सूनी सूनी रतिया
कारे कारे बदरा, सूनी सूनी रतिया, ओ सजना
बिजुरी जो चमके, धड़क जाए छतिया
मैं अकेली पिआ, ललचे मोरा जिआ
ऐसे में तू न जा
अंग लग जा बालमा, हाय मोरे अंग लग जा बालमा
मैं अकेली पिआ …
आज हवाएं मोह से कर चरा चोरी (??)
उड़ जाना चाहे -2
लेके सारी को मोरी
इन हवाओं से बचा बालमा
ओ मोरे अंग लग जा…
मैं अकेली…
पगला ये मन मोरा, मस में न आए
हाथ छुड़ा के पापी -2
जहाँ-तहाँ जाए
उसे तू ही समझा बालमा
ओ मोरे अंग लग जा …
मैं अकेली …
kāre kāre badrā, sūnī sūnī ratiyā, o sajnā
bijurī jo chamke, dhaṛak jāe chhatiyā
maiṅ akelī piā, lalche morā jiā
aise meṅ tū na jā
aṅg lag jā bālmā, hāy more aṅg lag jā bālmā
maiṅ akelī piā …
āj havāeṅ moh se kar charā chorī (??)
uṛ jānā chāhe -2
leke sārī ko morī
in havāoṅ se bachā bālmā
o more aṅg lag jā…
maiṅ akelī…
paglā ye man morā, mas meṅ na āe
hāth chhuṛā ke pāpī -2
jahāṇ-tahāṇ jāe
use tū hī samjhā bālmā
o more aṅg lag jā …
maiṅ akelī …