Title (Indic)इक नज़र ज़रा इधर ... हूं मैं मिस्स मदे इन ईन्दिअ WorkJuhi Year1997 LanguageHindi Credits Role Artist Music Devang Patel Performer Alisha Chinoi Writer Anjum LyricsHindiइक नज़र ज़रा इधर तू देख लाखों में बस मैं हूँ एक आजा ज़रा मुझे छूके तो देख तेरा दिल ना रहेगा नेक गोरे चेहरे की बिंदिया ले लेगी तेरी निंदिया मैं हूं सोने की चिड़िया हूं मैं miss made in India इक नज़र ज़रा इधर … सब imported के पीछे मैं बाहर से good मैं अंदर से bad आखिर में जब होते हैं sad मुझे देख के सब होते हैं glad मैं sweet हूँ जैसे chocolate cake मेरी आँखें जैसे golden game मेरा गोरा तन इक कोरा cheque मुझे छूकर दिल को लगी है brake पीले मुझको जाम हूँ मैं इक नशीली शाम हूँ मैं बिजली हूँ मैं शोला हूँ मैं इक आग का गोला हूँ मैं रोकेंगे तेरी राहें थामेंगे तेरी बाहें हर दिन भरते हैं आहें हर दिल अब तुझको चाहे इक नज़र ज़रा इधर … मैं असली हूँ नहीँ duplicate मैं beautiful और up to date रोशनी चाँद से होती है सितारों से नहीं मोहब्बत एक से होती है हज़ारों से नहीं मैने चाहा है तुम्हें सिर्फ़ तुम्हें चाहूंगी होके तुमसे जुदा अब मैं ना जी पाऊंगी तुमने अगर छोड़ी नहीं बेरुखी अपनी तो छोड़ के शहर ज़िद ना करो एक दूजे की मोहब्बत को आजमाने में उम्र बीते ना कहीं रूठने मनाने में हर घड़ी तुमको मेरी याद बहुत आएगी चैन लेने नहीं देगी तुम्हें तड़पाएगी तुमने अगर जान-ए-जिगर दिल मेरा तोड़ा छोड़ के ज़िद ना करो Englishik nazar zarā idhar tū dekh lākhoṅ meṅ bas maiṅ hūṇ ek ājā zarā mujhe chhūke to dekh terā dil nā rahegā nek gore chehre kī biṅdiyā le legī terī niṅdiyā maiṅ hūṅ sone kī chiṛiyā hūṅ maiṅ miss made in India ik nazar zarā idhar … sab imported ke pīchhe maiṅ bāhar se good maiṅ aṅdar se bad ākhir meṅ jab hote haiṅ sad mujhe dekh ke sab hote haiṅ glad maiṅ sweet hūṇ jaise chocolate cake merī āṇkheṅ jaise golden game merā gorā tan ik korā cheque mujhe chhūkar dil ko lagī hai brake pīle mujhko jām hūṇ maiṅ ik naśhīlī śhām hūṇ maiṅ bijlī hūṇ maiṅ śholā hūṇ maiṅ ik āg kā golā hūṇ maiṅ rokeṅge terī rāheṅ thāmeṅge terī bāheṅ har din bharte haiṅ āheṅ har dil ab tujhko chāhe ik nazar zarā idhar … maiṅ aslī hūṇ nahīṇ duplicate maiṅ beautiful aur up to date rośhnī chāṇd se hotī hai sitāroṅ se nahīṅ mohabbat ek se hotī hai hazāroṅ se nahīṅ maine chāhā hai tumheṅ sirf tumheṅ chāhūṅgī hoke tumse judā ab maiṅ nā jī pāūṅgī tumne agar chhoṛī nahīṅ berukhī apnī to chhoṛ ke śhahar zid nā karo ek dūje kī mohabbat ko ājmāne meṅ umr bīte nā kahīṅ rūṭhne manāne meṅ har ghaṛī tumko merī yād bahut āegī chain lene nahīṅ degī tumheṅ taṛpāegī tumne agar jān-e-jigar dil merā toṛā chhoṛ ke zid nā karo