पल भर के लिये कोई हमें प्यार कर ले, झूठा ही सही
पल भर के लिये कोई हमें प्यार कर ले
झूठा ही सही
दो दिन के लिये कोई इक़रार कर ले
झूठा ही सही
पल भर …
हमने बहुत तुझको छुप छुपके देखा - 2
दिल पे खींची है तेरे काजल की रेखा
काजल कि रेखा बनी लछमन की रेखा
हो हो हो हो काजल की रेखा …
राम में क्यूँ तूने रावण को देखा - 2
खड़े खिड़की पे ए ए ए ए ए ए
खड़े खिड़की पे जोगी स्वीकार कर ले
झूठा ही सही
पल भर …
हेमा: ला ला ला … प्यार कर ले
किशोर: झूठा ही सही
(धीरे से जड़े तेरे नैन बड़े,
जिस दिन से लड़े तेरे दर पे पड़े ) - 2
सुन सुनकर तेरी नहीं नहीं
जाँ …
अपनी निकल जाये ना कहीं
ज़रा हाँ कह दे मेरी जाँ कह दे
मेरी जाँ कह दे ज़रा हाँ कह दे
जब रैन पड़े नहीं चैन पड़े
नहीं चैन पड़े जब रैन पड़े
माना तू सारे हसीनों से हंसीं है - 2
अपनी भी सूरत बुरी तो नहीं है - 2
कभी तू भी
ओ कभी तू भी हमारा दीदार कर ले
झूठा ही सही
pal bhar ke liye koī hameṅ pyār kar le
jhūṭhā hī sahī
do din ke liye koī iqrār kar le
jhūṭhā hī sahī
pal bhar …
hamne bahut tujhko chhup chhupke dekhā - 2
dil pe khīṅchī hai tere kājal kī rekhā
kājal ki rekhā banī lachhaman kī rekhā
ho ho ho ho kājal kī rekhā …
rām meṅ kyūṇ tūne rāvaṇ ko dekhā - 2
khaṛe khiṛkī pe e e e e e e
khaṛe khiṛkī pe jogī svīkār kar le
jhūṭhā hī sahī
pal bhar …
hemā: lā lā lā … pyār kar le
kiśhor: jhūṭhā hī sahī
(dhīre se jaṛe tere nain baṛe,
jis din se laṛe tere dar pe paṛe ) - 2
sun sunkar terī nahīṅ nahīṅ
jāṇ …
apnī nikal jāye nā kahīṅ
zarā hāṇ kah de merī jāṇ kah de
merī jāṇ kah de zarā hāṇ kah de
jab rain paṛe nahīṅ chain paṛe
nahīṅ chain paṛe jab rain paṛe
mānā tū sāre hasīnoṅ se haṅsīṅ hai - 2
apnī bhī sūrat burī to nahīṅ hai - 2
kabhī tū bhī
o kabhī tū bhī hamārā dīdār kar le
jhūṭhā hī sahī