O mere raajaa, khafaa na honaa (vaadaa to nibhaayaa)

ओ मेरे राजा, खफ़ा न होना (वादा तो निभाया)
Year
Language

लता: ओ ओ मेरे राजा, खफ़ा न होना
देर से आई, दूर से आई
मजबूरी थी फिर भी मैने
वादा तो निभाया, वादा तो निभाया
किशोर: ओ ओ मेरी रानी, समझ गया मैं
वही पुराना, तेरा बहाना
देर से आना और ये कहना
वादा तो निभाया, वादा तो निभाया

किशोर: इंतज़ार के एक एक पल का बदला लूँगा
लता: ऐसा भी क्‌या
किशोर: ये न समझना आज भी ऐसे जाने दूँगा
लता: ऐसा भी क्‌या
किशोर: कितना सताया पहले उसका हिसाब दो
अंखियों में अंखियाँ डालके जवाब दो
लता: बचती बचाती
किशोर: ओ ओ
लता: बचती बचाती … छुपती छुपाती
तुम क्‌या जानो कैसे आई,
वादा तो निभाया, ओ ओ मेरे राजा
किशोर: समझ गया मैं, वही पुराना, तेरा बहाना …
लता: ओ ओ मेरे राजा …

लता: बाहों की इन ज़ंजीरों में यूँ ना जकड़ो
किशोर: हम जकड़ेंगे
लता: मुड़ जाएगी मेरी कलाई हाथ न पकड़ो
किशोर: हम पकड़ेंगे
लता: छोड़ो ना
किशोर: नहीं
लता: छोड़ो ना
किशोर: ऐसे तो नाज़ुक नहीं हाथ सरकार के
मौके भी कभी कभी मिलते हैं प्यार के
लता: प्यार अभी तो
किशोर: हो, ओ ओ
लता: प्यार अभी तो नया नया है
मेरी वफ़ा की कदर करो कि,
वादा तो निभाया, ओ ओ मेरे राजा …
किशोर: ओ ओ मेरी रानी …

किशोर: कहो ये गालों के अंगारे किसके लिये हैं, कहो कहो
लता: अजी तुम्हारे
किशोर: हा हा हा हा
होंठों पे ये शहद के धारे किस के लिये हैं, बोलो बोलो
लता: अजी तुम्हारे
किशोर: हाँ, शर्म कहाँ की आओ गले लग जाओ जी
कब से खड़ा हूँ प्यासा प्यास बुझाओ जी
लता: हट जाओ जी
किशोर: बुझाओ जी
लता: बदनामी से
किशोर: हो, ओ ओ
लता: बदनामी से डर लगता है
ये तो सोचो किस मुश्किल से, वादा तो निभाया
ओ ओ मेरे राजा …
किशोर: समझ गया मैं, वही पुराना, तेरा बहाना …
लता: ओ ओ मेरे राजा …

latā: o o mere rājā, khafā na honā
der se āī, dūr se āī
majbūrī thī phir bhī maine
vādā to nibhāyā, vādā to nibhāyā
kiśhor: o o merī rānī, samajh gayā maiṅ
vahī purānā, terā bahānā
der se ānā aur ye kahnā
vādā to nibhāyā, vādā to nibhāyā

kiśhor: iṅtazār ke ek ek pal kā badlā lūṇgā
latā: aisā bhī k‌yā
kiśhor: ye na samajhnā āj bhī aise jāne dūṇgā
latā: aisā bhī k‌yā
kiśhor: kitnā satāyā pahle uskā hisāb do
aṅkhiyoṅ meṅ aṅkhiyāṇ ḍālke javāb do
latā: bachtī bachātī
kiśhor: o o
latā: bachtī bachātī … chhuptī chhupātī
tum k‌yā jāno kaise āī,
vādā to nibhāyā, o o mere rājā
kiśhor: samajh gayā maiṅ, vahī purānā, terā bahānā …
latā: o o mere rājā …

latā: bāhoṅ kī in zaṅjīroṅ meṅ yūṇ nā jakaṛo
kiśhor: ham jakaṛeṅge
latā: muṛ jāegī merī kalāī hāth na pakaṛo
kiśhor: ham pakaṛeṅge
latā: chhoṛo nā
kiśhor: nahīṅ
latā: chhoṛo nā
kiśhor: aise to nāzuk nahīṅ hāth sarkār ke
mauke bhī kabhī kabhī milte haiṅ pyār ke
latā: pyār abhī to
kiśhor: ho, o o
latā: pyār abhī to nayā nayā hai
merī vafā kī kadar karo ki,
vādā to nibhāyā, o o mere rājā …
kiśhor: o o merī rānī …

kiśhor: kaho ye gāloṅ ke aṅgāre kiske liye haiṅ, kaho kaho
latā: ajī tumhāre
kiśhor: hā hā hā hā
hoṅṭhoṅ pe ye śhahad ke dhāre kis ke liye haiṅ, bolo bolo
latā: ajī tumhāre
kiśhor: hāṇ, śharm kahāṇ kī āo gale lag jāo jī
kab se khaṛā hūṇ pyāsā pyās bujhāo jī
latā: haṭ jāo jī
kiśhor: bujhāo jī
latā: badnāmī se
kiśhor: ho, o o
latā: badnāmī se ḍar lagtā hai
ye to socho kis muśhkil se, vādā to nibhāyā
o o mere rājā …
kiśhor: samajh gayā maiṅ, vahī purānā, terā bahānā …
latā: o o mere rājā …