जो तुमको हो पसंद वही बात कहेंगे
जो तुमको हो पसंद वही बात कहेंगे
तुम दिन को अगर रात कहो, रात कहेंगे
देते ना आप साथ तो मर जाते हम कभी के
पूरे हुए हैं आप से अरमान जिन्दगी के
हम जिन्दगी को आप की सौगात कहेंगे
चाहेंगे, निभाएँगे, सराहेंगे आप ही को
आँखों में नम है जब तक देखेंगे आप ही को
अपनी जुबान से आप के जजबात कहेंगे
jo tumko ho pasaṅd vahī bāt kaheṅge
tum din ko agar rāt kaho, rāt kaheṅge
dete nā āp sāth to mar jāte ham kabhī ke
pūre hue haiṅ āp se armān jindgī ke
ham jindgī ko āp kī saugāt kaheṅge
chāheṅge, nibhāeṇge, sarāheṅge āp hī ko
āṇkhoṅ meṅ nam hai jab tak dekheṅge āp hī ko
apnī jubān se āp ke jajbāt kaheṅge