जो चाहे कहे दुनिया ... अल्लाह रे इस दिल ने
जो चाहे कहे दुनिया जीने का मज़ा लेंगे
मर के भी जहाँ वालो बस ये ही सदा देंगे
अल्लाह रे इस दिल ने क्या चीज़ पसन्द की है
दिखने में तो तितली है
छूते हैं तो बिजली है
अंदाज़-ए-बयाँ उसका क्या फूल बरसते हैं
आँखों में नशा वो है जज़्बात उभरते हैं
अब कैसे कहें तुमसे दिल है तो ये ज़िंदगी है
चाहा है उसे जबसे बेताब हुये तबसे
जारी है दुआ लब से माँगा है उसे रब से
ये आज मुहब्बत ने आवाज़ बुलन्द की है
jo chāhe kahe duniyā jīne kā mazā leṅge
mar ke bhī jahāṇ vālo bas ye hī sadā deṅge
allāh re is dil ne kyā chīz pasand kī hai
dikhne meṅ to titlī hai
chhūte haiṅ to bijlī hai
aṅdāz-e-bayāṇ uskā kyā phūl baraste haiṅ
āṇkhoṅ meṅ naśhā vo hai jazbāt ubharte haiṅ
ab kaise kaheṅ tumse dil hai to ye ziṅdgī hai
chāhā hai use jabse betāb huye tabse
jārī hai duā lab se māṇgā hai use rab se
ye āj muhabbat ne āvāz buland kī hai