जिस पथ पे चला, उस पथ पे मुझे, आंचल तो बिछाने दो
जिस पथ पे चला, उस पथ पे मुझे, आँचल तो बिछाने दे
साथी ना समझ कोई बात नहीं, मुझे साथ तो आने दे
थक जायेगा जब राहों मे, बाहों का सिरहाना दूँगी
तेरे सुने सुने जीवन में, मैं प्यार का रंग भर दूँगी
मुझे तेरे कदम, नहीं बिंदीया से कम, माथे पे सजाने दे
जीवन की डगर पे तुझ को, साथी की ज़रूरत होगी
दिया कैसे जलेगा अकेले, बाती की ज़रूरत होगी
मैं बनूँगी पिया, तेरे पथ का दिया, दिया पथ में जलाने दे
jis path pe chalā, us path pe mujhe, āṇchal to bichhāne de
sāthī nā samajh koī bāt nahīṅ, mujhe sāth to āne de
thak jāyegā jab rāhoṅ me, bāhoṅ kā sirhānā dūṇgī
tere sune sune jīvan meṅ, maiṅ pyār kā raṅg bhar dūṇgī
mujhe tere kadam, nahīṅ biṅdīyā se kam, māthe pe sajāne de
jīvan kī ḍagar pe tujh ko, sāthī kī zarūrat hogī
diyā kaise jalegā akele, bātī kī zarūrat hogī
maiṅ banūṇgī piyā, tere path kā diyā, diyā path meṅ jalāne de