जिस गली में तेरा घर न हो बालमा
जिस गली में तेरा घर न हो बालमा
उस गली से हमे तो गुज़रना नहीं
जो डगर तेरे द्वारे से जाती न हो
उस डगर पर हमे पांव रखना नहीं
ज़िंदगी में कई रंगरलियाँ सही
हर तरफ़ मुस्कुराती ये गलियाँ सही
खूबसूरत बहारों की कलियाँ सही
जिस चमन में तेरे पग में काटें चुभे
उस चमन से हमें फूल चुनना नहीं
जिस गली में तेरा घर न हो बालमा …
आ ये रसमें ये कसमें सभी तोड़ के
तू चली आ चुनर प्यार की ओढ़ के
या चला जाऊंगा मैं ये जग छोड़ के
जिस जगह याद तेरी सताने लगे
उस जगह एक पल भी ठहरना नहीं
जिस गली में तेरा घर न हो बालमा …
jis galī meṅ terā ghar na ho bālmā
us galī se hame to guzarnā nahīṅ
jo ḍagar tere dvāre se jātī na ho
us ḍagar par hame pāṅv rakhnā nahīṅ
ziṅdgī meṅ kaī raṅgarliyāṇ sahī
har taraf muskurātī ye galiyāṇ sahī
khūbsūrat bahāroṅ kī kaliyāṇ sahī
jis chaman meṅ tere pag meṅ kāṭeṅ chubhe
us chaman se hameṅ phūl chunnā nahīṅ
jis galī meṅ terā ghar na ho bālmā …
ā ye rasmeṅ ye kasmeṅ sabhī toṛ ke
tū chalī ā chunar pyār kī oṛh ke
yā chalā jāūṅgā maiṅ ye jag chhoṛ ke
jis jagah yād terī satāne lage
us jagah ek pal bhī ṭhaharnā nahīṅ
jis galī meṅ terā ghar na ho bālmā …