जिनको जीने के ढंग आते हैं
जिनको जीने के ढंग आते हैं
वादे अक्सर वो भूल जाते हैं
काटे कटती नहीं शब-ए-हिज्राँ
कैसे कैसे सितम वो ढाते हैं
आशिक़ों की अजीब मंज़िल है
दिल को खो कर ही चैन पाते हैं
हाथ उठा कर दुआएं मत दीजे
दिल में लाखों ख़याल आते हैं
भीड़ में रह के हो गये गुमनाम
यूँ जुदाई से दिल लगाते हैं
jinko jīne ke ḍhaṅg āte haiṅ
vāde aksar vo bhūl jāte haiṅ
kāṭe kaṭtī nahīṅ śhab-e-hijrāṇ
kaise kaise sitam vo ḍhāte haiṅ
āśhiqoṅ kī ajīb maṅzil hai
dil ko kho kar hī chain pāte haiṅ
hāth uṭhā kar duāeṅ mat dīje
dil meṅ lākhoṅ khayāl āte haiṅ
bhīṛ meṅ rah ke ho gaye gumnām
yūṇ judāī se dil lagāte haiṅ