Jhoomtaa muskraataa chal

झूमता मुस्कराता चल्
Work
Year
Language

झूमता मुस्कराता चल प्यार में गुनगुनाता चल
ओ मेरे मन हो के मगन सपने ख़ुशी के सजाता चल
झूमता मुस्कराता चल …

फूलों भरी ये डालियाँ महकी महकी वादियाँ
कलियों का ये निखरा जोबन नज़रों से तू चुराता चल
ओ मेरे मन हो के मगन …

मौक़ा मिला है सुनहरा उठ गया ग़म का पहरा
आशाओं की धरती पर तू दुनिया नई बसाता चल
ओ मेरे मन हो के मगन …

jhūmtā muskrātā chal pyār meṅ gungunātā chal
o mere man ho ke magan sapne khuśhī ke sajātā chal
jhūmtā muskrātā chal …

phūloṅ bharī ye ḍāliyāṇ mahkī mahkī vādiyāṇ
kaliyoṅ kā ye nikhrā joban nazroṅ se tū churātā chal
o mere man ho ke magan …

mauqā milā hai sunahrā uṭh gayā ġham kā pahrā
āśhāoṅ kī dhartī par tū duniyā naī basātā chal
o mere man ho ke magan …