झिलमिल सितारों का आँगन होगा
झिलमिल सितारों का आँगन होगा
रिमझिम बरसता सावन होगा
ऐसा सुंदर सपना, अपना जीवन होगा
तेरी आँखों से सारा, संसार मैं देखूँगी
देखूँगी इस पार या, उस पार मैं देखूँगी
नैनों को तेरा ही, दर्शन होगा
रोयेंगी ये आँखें फिर भी मैं तो मुस्कुराऊंगी
दुख के तूफ़ानों से भी मैं ना घबराऊंगी
जब साथ मेरे, मेरा साजन होगा
jhilmil sitāroṅ kā āṇgan hogā
rimjhim barastā sāvan hogā
aisā suṅdar sapnā, apnā jīvan hogā
terī āṇkhoṅ se sārā, saṅsār maiṅ dekhūṇgī
dekhūṇgī is pār yā, us pār maiṅ dekhūṇgī
nainoṅ ko terā hī, darśhan hogā
royeṅgī ye āṇkheṅ phir bhī maiṅ to muskurāūṅgī
dukh ke tūfānoṅ se bhī maiṅ nā ghabrāūṅgī
jab sāth mere, merā sājan hogā