झिलमिल सितारों का आंगन होगा
झिलमिल सितारों का आँगन होगा
रिमझिम बरसता सावन होगा
ऐसा सुन्दर सपना, अपना जीवन होगा
प्रेम की गली में एक छोटा सा घर बनायेंगे
कलियाँ ना मिले ना सही, काँटों से सजायेंगे
बगिया से सुन्दर वो बन होगा
तेरी आँखों से सारा, संसार मैं देखूंगी
देखूंगी इस पार या, उस पार मैं देखूंगी
नैनो को तेरा ही, दर्शन होगा
फिर तो मस्त हवाओं के हम झोंकें बन जायेंगे
नैना सुन्दर सपनों के झरोखे बन जायेंगे
मन आशाओं का दर्पण होगा
jhilmil sitāroṅ kā āṇgan hogā
rimjhim barastā sāvan hogā
aisā sundar sapnā, apnā jīvan hogā
prem kī galī meṅ ek chhoṭā sā ghar banāyeṅge
kaliyāṇ nā mile nā sahī, kāṇṭoṅ se sajāyeṅge
bagiyā se sundar vo ban hogā
terī āṇkhoṅ se sārā, saṅsār maiṅ dekhūṅgī
dekhūṅgī is pār yā, us pār maiṅ dekhūṅgī
naino ko terā hī, darśhan hogā
phir to mast havāoṅ ke ham jhoṅkeṅ ban jāyeṅge
nainā sundar sapnoṅ ke jharokhe ban jāyeṅge
man āśhāoṅ kā darpaṇ hogā