जीवन से भरी तेरी आँखें मजबूर करे जीने के लिए
जीवन से भरी तेरी आँखें
मजबूर करे जीने के लिए
सागर भी तरसते रहते हैं
तेरे रूप का रस पीने के लिए
तस्वीर बनाए क्या कोई
क्या कोई लिखे तुझ पे कविता
रंगों छंदों में समाएगी
किस तरह से इतनी सुन्दरता
एक धड़कन है तू दिल के लिए
एक जान है तू जीने के लिए
मधुबन की सुगंध है साँसों में
बाहों में कमल की कोमलता
किरनों का तेज है चहरे पे
हिरनों की है तुझ में चंचलता
आँचल का तेरे है तार बहुत
कोई चाक जिगर सीने के लिए
jīvan se bharī terī āṇkheṅ
majbūr kare jīne ke lie
sāgar bhī taraste rahte haiṅ
tere rūp kā ras pīne ke lie
tasvīr banāe kyā koī
kyā koī likhe tujh pe kavitā
raṅgoṅ chhaṅdoṅ meṅ samāegī
kis tarah se itnī sundartā
ek dhaṛkan hai tū dil ke lie
ek jān hai tū jīne ke lie
madhuban kī sugaṅdh hai sāṇsoṅ meṅ
bāhoṅ meṅ kamal kī komaltā
kirnoṅ kā tej hai chahre pe
hirnoṅ kī hai tujh meṅ chaṅchaltā
āṇchal kā tere hai tār bahut
koī chāk jigar sīne ke lie