Jeenaa yahaan, marnaa yahaan, is ke sivaa jaanaa kahaan

जीना यहाँ, मरना यहाँ, इस के सिवा जाना कहाँ
Year
Language

जीना यहाँ, मरना यहाँ, इस के सिवा जाना कहाँ
जी चाहे जब हम को आवाज़ दो, हम हैं वही हम थे जहाँ
अपने यही दोनो जहां, इस के सिवा जाना कहाँ

ये मेरा गीत, जीवन संगीत, कल भी कोई दोहरायेगा
जग को हसाने बहरुपीया, रूप बदल फिर आयेगा
स्वर्ग यहीं, नरक यहाँ, इस के सिवा जाना कहाँ

कल खेल में हम हो ना हो, गर्दिश में तारें रहेंगे सदा
भूलोगे तुम भूलेंगे वो, पर हम तुम्हारे रहेंगे सदा
रहेंगे यहीं अपने निशाँ, इस के सिवा जाना कहाँ

jīnā yahāṇ, marnā yahāṇ, is ke sivā jānā kahāṇ
jī chāhe jab ham ko āvāz do, ham haiṅ vahī ham the jahāṇ
apne yahī dono jahāṅ, is ke sivā jānā kahāṇ

ye merā gīt, jīvan saṅgīt, kal bhī koī dohrāyegā
jag ko hasāne bahrupīyā, rūp badal phir āyegā
svarg yahīṅ, narak yahāṇ, is ke sivā jānā kahāṇ

kal khel meṅ ham ho nā ho, gardiśh meṅ tāreṅ raheṅge sadā
bhūloge tum bhūleṅge vo, par ham tumhāre raheṅge sadā
raheṅge yahīṅ apne niśhāṇ, is ke sivā jānā kahāṇ