जीना यहाँ मरना यहाँ
इसके सिवा जाना कहाँ
जी चाहे जब हमको आवाज़ दो
हम हैं वहीं हम थे जहाँ
जीना यहाँ मरना यहाँ …
कल खेल में हम हों न हों
गर्दिश में तारे रहेंगे सदा
भूलोगे तुम, भूलेंगे वो
पर हम तुम्हारे रहेंगे सदा
होंगे यहीं अपने निशाँ
इसके सिवा जाना कहाँ
जीना यहाँ मरना यहाँ …
ये मेरा गीत जीवन संगीत
कल भी कोई दोहरायेगा
जग को हँसाने बहरूपिया
रूप बदल फिर आयेगा
स्वर्ग यहीं नर्क यहाँ
इसके सिवा जाना कहाँ
जीना यहाँ मरना यहाँ …
jīnā yahāṇ marnā yahāṇ
iske sivā jānā kahāṇ
jī chāhe jab hamko āvāz do
ham haiṅ vahīṅ ham the jahāṇ
jīnā yahāṇ marnā yahāṇ …
kal khel meṅ ham hoṅ na hoṅ
gardiśh meṅ tāre raheṅge sadā
bhūloge tum, bhūleṅge vo
par ham tumhāre raheṅge sadā
hoṅge yahīṅ apne niśhāṇ
iske sivā jānā kahāṇ
jīnā yahāṇ marnā yahāṇ …
ye merā gīt jīvan saṅgīt
kal bhī koī dohrāyegā
jag ko hṇsāne bahrūpiyā
rūp badal phir āyegā
svarg yahīṅ nark yahāṇ
iske sivā jānā kahāṇ
jīnā yahāṇ marnā yahāṇ …