जमुना के तीर कांहा आओ
रो रो पुकारे राधा
मीठी मीठी बंसिया बजाओ
जमुना के तीर कांहा आओ …
गइयाँ पुकारे तुम्हें
ग्वाले पुकारे
भूल गये क्यों हमें नन्द दुलारे
यशोदा के लाल हमें
प्यार प्यारा मुखड़ा दिखाओ
जमुना के तीर कांहा आओ …
कदम की छैंया गले में बैंया
डाले हम झूलते थे
लपक झपक कर लाज भरा मेरा
घूंघट तुम खोलते थे
माखन चुरानेवाले
चोरी चोरी मन को न चुराओ
जमुना के तीर कांहा आओ …
jamunā ke tīr kāṅhā āo
ro ro pukāre rādhā
mīṭhī mīṭhī baṅsiyā bajāo
jamunā ke tīr kāṅhā āo …
gaiyāṇ pukāre tumheṅ
gvāle pukāre
bhūl gaye kyoṅ hameṅ nand dulāre
yaśhodā ke lāl hameṅ
pyār pyārā mukhaṛā dikhāo
jamunā ke tīr kāṅhā āo …
kadam kī chhaiṅyā gale meṅ baiṅyā
ḍāle ham jhūlte the
lapak jhapak kar lāj bharā merā
ghūṅghaṭ tum kholte the
mākhan churānevāle
chorī chorī man ko na churāo
jamunā ke tīr kāṅhā āo …