Title (Indic)कुशी के फूल लिए आ गए बहार के दिन् WorkJalpari Year1952 LanguageHindi Credits Role Artist Music Govind Ram Performer Shamshad LyricsHindiख़ुशी के फूल लिए आ गए बहार के दिन यही बहार के दिन अब बनेंगे प्यार के दिन ओ राजा आज मचा ले धूम मैं भी झूमूँ तू भी झूम कल की ख़बर किसको मालूम छम छम ओ राजा सिंगार सजाए रुत की रानी आई हँस ले गाले मौज बना ले रात सुहानी आ गई दुनिया में मचा दे धूम तू भँवरा बन के घूम और एक फूल पर झूम छम छम ओ दीवाने किसी का हो जा ज़ुल्फ़ों की छाया में सो जा जाम-ए-मुहब्बत पी कर झूम कल की छम छम छम् Englishkhuśhī ke phūl lie ā gae bahār ke din yahī bahār ke din ab baneṅge pyār ke din o rājā āj machā le dhūm maiṅ bhī jhūmūṇ tū bhī jhūm kal kī khabar kisko mālūm chham chham o rājā siṅgār sajāe rut kī rānī āī hṇs le gāle mauj banā le rāt suhānī ā gaī duniyā meṅ machā de dhūm tū bhṇvrā ban ke ghūm aur ek phūl par jhūm chham chham o dīvāne kisī kā ho jā zulfoṅ kī chhāyā meṅ so jā jām-e-muhabbat pī kar jhūm kal kī chham chham chham