जब उस ज़ुल्फ़ की बात चली
ढलते ढलते रात ढली
उन आँखों ने लूट के भी
इन आँखों ने लूट के भी
अपने ऊपर बात न ली
शम्मा का अन्जाम न पूछ
परवानों के साथ जली
अब के भी वो दूर रहे
अब के भी बरसात चली
फिर भी चटकी फिर भी कली
देख के सब हालात कली
'ख़ातिर्' ये है बाज़ी-ए-दिल
इसमें जीत से मात भली
jab us zulf kī bāt chalī
ḍhalte ḍhalte rāt ḍhalī
un āṇkhoṅ ne lūṭ ke bhī
in āṇkhoṅ ne lūṭ ke bhī
apne ūpar bāt na lī
śhammā kā anjām na pūchh
parvānoṅ ke sāth jalī
ab ke bhī vo dūr rahe
ab ke bhī barsāt chalī
phir bhī chaṭkī phir bhī kalī
dekh ke sab hālāt kalī
'khātir' ye hai bāzī-e-dil
ismeṅ jīt se māt bhalī