o laṛke dīvāne kahāṇ se āyā tū
dulhan ko le jāne kahāṇ se āyā tū
chal pyār karegī
hāṇ jī, hāṇ jī
mere sāth chalegī
na jī, na jī
are tū hāṇ kar yā na kar terī maz.rī soṇiye
ham tumko uṭhā kar le jāyṅgī
ḍolī meṅ biṭhā kar le jāyeṅge
ham ghar meṅ kahīṅ chhup jāyeṅge
saṅg tere nahīṅ ham jāyeṅge
o, chal pyār karegī …
o gore gore mukhaṛe vālī
o kāle kāle nainoṅ vālī
mān merā ehsān
ki maiṅ ne hāṇ kar dī
tū varnā kuṇvārī rah jātī
ye śhādī hamārī raj jātī
chal pyār karegī …
jā maiṅ nahīṅ kartī śhādī-vādī
mujhko pyārī hai ye āzādī
maiṅ to apne bābul ke bāhoṅ kī bulbul hūṇ
bas tujhse mujhe ye kahnā hai
piṅjre meṅ mujhe nahīṅ rahnā hai
chal pyār karegī …
āṇkhoṅ se kājal le jāyeṅge
zulfoṅ se bādal le jāyeṅge
are ham āye haiṅ dūr se
yūṇ vāpas na jāyeṅge
ham apnī sajniyā le jāyeṅge
are ham apnī dulhniyā le jāyeṅge
chal pyār karegī …