Jaane k‌yaa haal ho is dil kaa agar too aaye

जाने क्‌या हाल हो इस दिल का अगर तू आये
Year
Language

जाने क्‌या हाल हो इस दिल का अगर तू आये
न तो जज़्बात पे न ख़ुद पे ही क़ाबू आये

चार-जानिब तेरी परचाई नज़र आती है
तू ही ख़ुश्बू सा महकता हुआ हर-सू आये

तेरे जलवे की निगाहों को नहीं ताब रही
ऐसा महसूस हुआ चाँद को हम छू आये

तेरी दिलदार निगाहों का दिलासा पा के
मेरी पलकों पे चमकते हुये जुगनू आये

jāne k‌yā hāl ho is dil kā agar tū āye
na to jazbāt pe na khud pe hī qābū āye

chār-jānib terī parchāī nazar ātī hai
tū hī khuśhbū sā mahaktā huā har-sū āye

tere jalve kī nigāhoṅ ko nahīṅ tāb rahī
aisā mahsūs huā chāṇd ko ham chhū āye

terī dildār nigāhoṅ kā dilāsā pā ke
merī palkoṅ pe chamakte huye jugnū āye