जाने कहाँ गए वो दिन, कहते थे तेरी राह में
जाने कहाँ गए वो दिन, कहते थे तेरी राह में
नज़रों को हम बिछाएंगे
चाहे कहीं भी तुम रहो, चाहेंगे तुमको उम्र भर
तुमको ना भूल पाएंगे
जाने कहाँ गए वो दिन …
मेरे कदम जहाँ पड़े, सजदे किये थे यार ने - 2
मुझको रुला रुला दिया, जाती हुई बहार ने
जाने कहाँ गए वो दिन …
अपनी नज़र में आज कल, दिन भी अंधेरी रात है - 2
साया ही अपने साथ था, साया ही अपने साथ है
जाने कहाँ गए वो दिन …
इस दिल के आशियान में बस उनके ख़याल रह गये
तोड़ के दिल वो चल दिये, हम फिर अकेले रह गये
जाने कहाँ गए वो दिन …
jāne kahāṇ gae vo din, kahte the terī rāh meṅ
nazroṅ ko ham bichhāeṅge
chāhe kahīṅ bhī tum raho, chāheṅge tumko umr bhar
tumko nā bhūl pāeṅge
jāne kahāṇ gae vo din …
mere kadam jahāṇ paṛe, sajde kiye the yār ne - 2
mujhko rulā rulā diyā, jātī huī bahār ne
jāne kahāṇ gae vo din …
apnī nazar meṅ āj kal, din bhī aṅdherī rāt hai - 2
sāyā hī apne sāth thā, sāyā hī apne sāth hai
jāne kahāṇ gae vo din …
is dil ke āśhiyān meṅ bas unke khayāl rah gaye
toṛ ke dil vo chal diye, ham phir akele rah gaye
jāne kahāṇ gae vo din …