जान गई मैं तो जान गई ... कोई बनाए बहाने
जान गई मैं तो जान गई
ओ हो जान गई मैं तो जान गई
कोई बनाए बहाने
मोरा चंचल जियरवा लुभाने
जान गई मैं तो …
बिना कारन करे मोसे बातें
ओ बिना कारन करे मोसे बातें
मैं तो समझूँ वो सब उसकी घातें -2
( मुड़-मुड़ के ) -2 मोहे बुलाए
मोरे नैनों से नैना मिलाने को
हो जान गई मैं तो …
मोहे देखे तो मन उसका डोले
ओ हो मोहे देखे तो मन उसका डोले
पर वो ये बात खुल के न बोले -2
( चाहे वो ) -2 कितना छुपाए
जिया तड़पे है गरवा लगाने को
जान गई मैं तो …
मोरा मन नाचे-नाचे ख़ुशी में
हो हो मोरा मन नाचे-नाचे ख़ुशी में
मैने घर कर लिया उसके जी में -2
( यूँही ) -2 नहीं उसने चाहा
मोरे जूड़े में फुलवा लगाने को
जान गई मैं तो …
jān gaī maiṅ to jān gaī
o ho jān gaī maiṅ to jān gaī
koī banāe bahāne
morā chaṅchal jiyarvā lubhāne
jān gaī maiṅ to …
binā kāran kare mose bāteṅ
o binā kāran kare mose bāteṅ
maiṅ to samjhūṇ vo sab uskī ghāteṅ -2
( muṛ-muṛ ke ) -2 mohe bulāe
more nainoṅ se nainā milāne ko
ho jān gaī maiṅ to …
mohe dekhe to man uskā ḍole
o ho mohe dekhe to man uskā ḍole
par vo ye bāt khul ke na bole -2
( chāhe vo ) -2 kitnā chhupāe
jiyā taṛpe hai garvā lagāne ko
jān gaī maiṅ to …
morā man nāche-nāche khuśhī meṅ
ho ho morā man nāche-nāche khuśhī meṅ
maine ghar kar liyā uske jī meṅ -2
( yūṇhī ) -2 nahīṅ usne chāhā
more jūṛe meṅ phulvā lagāne ko
jān gaī maiṅ to …