Jaam-o-meenaa meree nazron se hataa de saaqee

जाम-ओ-मीना मेरी नज़रों से हटा दे साक़ी
Year
Language

जाम-ओ-मीना मेरी नज़रों से हटा दे साक़ी
ये जो आँखों में छलकती है पिला दे साक़ी

शोला-ए-इश्क़ से छलका दे मेरे शीशे को
और बेताब को बेताब बना दे साक़ी

फिर कभी होश न आये तो कोई बात नहीं
आज हम जितनी पियें उतनी पिला दे साक़ी

जोश-ए-मस्ती में बगलगीर हों बिछड़े हुये दिल
आज इन्सान को इन्सान बना दे साक़ी

ज़िन्दगी ख़ाब-ए-मुसलसल के सिवा कुछ भी नहीं
इसकी ताबीर तो 'दर्शन्' को बता दे साक़ी

jām-o-mīnā merī nazroṅ se haṭā de sāqī
ye jo āṇkhoṅ meṅ chhalaktī hai pilā de sāqī

śholā-e-iśhq se chhalkā de mere śhīśhe ko
aur betāb ko betāb banā de sāqī

phir kabhī hośh na āye to koī bāt nahīṅ
āj ham jitnī piyeṅ utnī pilā de sāqī

jośh-e-mastī meṅ bagalgīr hoṅ bichhaṛe huye dil
āj insān ko insān banā de sāqī

zindgī khāb-e-muslasal ke sivā kuchh bhī nahīṅ
iskī tābīr to 'darśhan' ko batā de sāqī