Ishq khud maayal-e-hijaab-o-hayaa

इश्क़ ख़ुद मायल-ए-हिजाब-ओ-हया
Year
Language

इश्क़ ख़ुद मायल-ए-हिजाब-ओ-हया
हुस्न मजबूर-ए-इज़्तराब-ओ-हया

नाला-ए-दिल को दिल से लाद नहीं
नग़्मा आज़ुर्दा-ए-रुबाब-ओ-हया

मैक़दा ग़मज़दा है तेरे बग़ैर
सर न कु शीशा-ओ-शराब-ओ-हया

ज़िंदगी जिस में साँस लेती थी
वो ज़माना ख़याल-ओ-ख़्वाब-ओ-हया

मिट गये दिल के वलवले 'सीमाब्'
ख़त्म अफ़्साना-ए-शबाब-ओ-हया

iśhq khud māyal-e-hijāb-o-hayā
husn majbūr-e-izatrāb-o-hayā

nālā-e-dil ko dil se lād nahīṅ
naġhmā āzurdā-e-rubāb-o-hayā

maiqdā ġhamazdā hai tere baġhair
sar na ku śhīśhā-o-śharāb-o-hayā

ziṅdgī jis meṅ sāṇs letī thī
vo zamānā khayāl-o-khvāb-o-hayā

miṭ gaye dil ke valavle 'sīmāb'
khatm afsānā-e-śhabāb-o-hayā