Title (Indic)गरज बरस प्यासी धरती पर फिर पानी दे मौला WorkInsight Year1994 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Jagjit Singh Writer Nida Fazli LyricsHindiगरज बरस प्यासी धरती पर फिर पानी दे मौला चिड़ियों को दाने, बच्चों को गुड़धानी दे मौला दो और दो का जोड़ हमेशा चार कहाँ होता है सोच समझवालों को थोड़ी नादानी दे मौला फिर रोशन कर जा जेहर का प्याला चमका नई सलीबें झूठों की दुनिया में सच को ताबानी दे मौला फिर मूरत से बाहर आकर चारों ओर बिखर जा फिर मंदिर को कोई मीरा दिवानी दे मौला तेरे होते कोई किसी की जान का दुश्मन क्यों हो जीनेवालों को मरने की आसानी दे मौला Englishgaraj baras pyāsī dhartī par phir pānī de maulā chiṛiyoṅ ko dāne, bachchoṅ ko guṛdhānī de maulā do aur do kā joṛ hameśhā chār kahāṇ hotā hai soch samajhvāloṅ ko thoṛī nādānī de maulā phir rośhan kar jā jehar kā pyālā chamkā naī salībeṅ jhūṭhoṅ kī duniyā meṅ sach ko tābānī de maulā phir mūrat se bāhar ākar chāroṅ or bikhar jā phir maṅdir ko koī mīrā divānī de maulā tere hote koī kisī kī jān kā duśhman kyoṅ ho jīnevāloṅ ko marne kī āsānī de maulā