Title (Indic)ऐ लो मैं बन गया थानेदार भैया अब डर काहे का WorkInquilaab Year1984 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Kishore Kumar Writer Anand Bakshi LyricsHindiऐ लो मैं बन गया थानेदार भैया अब डर काहे का रिश्वत ख़ोरी अब न चलेगी चोरों की चोरी अब न चलेगी अरे जोरा जोरी अब न चलेगी अब अपनी है सरकार भैया अब डर काहे का … अब न किसी से तुम घबराओ थाने में आओ रपट लिखाओ किसी की इज़्ज़त अब न लुटेगी किसी की मेहनत अब न लुटेगी मैं सबका पहरेदार भैया अब डर काहे का … तुम मेरे हो मैं तुम सबका ये रिश्ता है जाने कब का इन गलियन में हम साथी हैं इस जीवन के हम साथी हैं ना टूटे कभी ये प्यार भैया अब डर काहे का … बंद यूँ अपनी मुट्ठी कर दी मैने सबकी छुट्टी कर दी दारू का अड्डा अब ना चलेगा अरे शहर में सट्टा अब न चलेगा लम्बू की लम्बी मार हो भैया अब डर काहे का … Englishai lo maiṅ ban gayā thānedār bhaiyā ab ḍar kāhe kā riśhvat khorī ab na chalegī choroṅ kī chorī ab na chalegī are jorā jorī ab na chalegī ab apnī hai sarkār bhaiyā ab ḍar kāhe kā … ab na kisī se tum ghabrāo thāne meṅ āo rapaṭ likhāo kisī kī izazat ab na luṭegī kisī kī mehnat ab na luṭegī maiṅ sabkā pahredār bhaiyā ab ḍar kāhe kā … tum mere ho maiṅ tum sabkā ye riśhtā hai jāne kab kā in galiyan meṅ ham sāthī haiṅ is jīvan ke ham sāthī haiṅ nā ṭūṭe kabhī ye pyār bhaiyā ab ḍar kāhe kā … baṅd yūṇ apnī muṭṭhī kar dī maine sabkī chhuṭṭī kar dī dārū kā aḍḍā ab nā chalegā are śhahar meṅ saṭṭā ab na chalegā lambū kī lambī mār ho bhaiyā ab ḍar kāhe kā …