इलाही क्या ये शब-ए-ग़म है उम्र भर के लिये मुकेश गज़ल
इलाही क्या ये शब-ए-ग़म है उम्र भर के लिये
मैं कबसे जाग रहा हूँ बस एक सहर के लिये
दिल अगर उनके दीदार को तरसता है
उन्ही के ग़म में लहू आँख से बरसता है
शरीक़-ए-हाल बने थे जो उम्र भर के लिये
मैं कबसे जाग रहा हूँ बस एक सहर के लिये
मेरे ही दम से थी आबाद रहगुज़र उनकी
मेरी तरफ़ नहीं उठती है अब नज़र उनकी
जहाँ को छोड़ दिया जिनकी रहगुज़र के लिये
मैं कबसे जाग रहा हूँ बस एक सहर के लिये
ये इल्तिजा है कि अब उम्र मुख्तसर करदे
मैं जिसकी रात ना देखूँ वोही सहर करदे
इलाही क्य ये शब-ए-ग़म है उम्र भर के लिये
मैं कबसे जाग रहा हूँ बस एक सहर के लिये
ilāhī kyā ye śhab-e-ġham hai umr bhar ke liye
maiṅ kabse jāg rahā hūṇ bas ek sahar ke liye
dil agar unke dīdār ko tarastā hai
unhī ke ġham meṅ lahū āṇkh se barastā hai
śharīq-e-hāl bane the jo umr bhar ke liye
maiṅ kabse jāg rahā hūṇ bas ek sahar ke liye
mere hī dam se thī ābād rahguzar unkī
merī taraf nahīṅ uṭhtī hai ab nazar unkī
jahāṇ ko chhoṛ diyā jinkī rahguzar ke liye
maiṅ kabse jāg rahā hūṇ bas ek sahar ke liye
ye iltijā hai ki ab umr mukhtasar karde
maiṅ jiskī rāt nā dekhūṇ vohī sahar karde
ilāhī kya ye śhab-e-ġham hai umr bhar ke liye
maiṅ kabse jāg rahā hūṇ bas ek sahar ke liye