Ik mahal ho sapnon kaa

इक महल हो सपनों का
Year
Language

इक महल हो सपनों का
फूलों भरा आँगन हो और साथ हो अपनों का

उड़ते बादल फ़र्श बने और धुँध की हों दीवारें
छत के झिलमिल तारे तेरा मेरा नाम पुकारे
इक महल हो सपनों का …

सपनों के इस महल में बिखरे मुस्कानों के मोति
मेरे प्यार की खुशबू फैले तेरे रूप की ज्योति
इक महल हो सपनों का …

मैं तेरे नयनों पर कर दूँ अपना सब कुछ वारी
मैं तेरी बाहों में चुप कर भूलूँ दुनिया सारी
इक महल हो सपनों का …

ik mahal ho sapnoṅ kā
phūloṅ bharā āṇgan ho aur sāth ho apnoṅ kā

uṛte bādal farśh bane aur dhuṇdh kī hoṅ dīvāreṅ
chhat ke jhilmil tāre terā merā nām pukāre
ik mahal ho sapnoṅ kā …

sapnoṅ ke is mahal meṅ bikhre muskānoṅ ke moti
mere pyār kī khuśhbū phaile tere rūp kī jyoti
ik mahal ho sapnoṅ kā …

maiṅ tere naynoṅ par kar dūṇ apnā sab kuchh vārī
maiṅ terī bāhoṅ meṅ chup kar bhūlūṇ duniyā sārī
ik mahal ho sapnoṅ kā …