Title (Indic)चली जा चली जा चली जा छोड़ के दुनिया ग़मों की दुनिया WorkHum Log Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Roshan Performer Lata Mangeshkar Writer Udhav Kumar LyricsHindi( चली जा चली जा चली जा छोड़ के दुनिया ग़मों की दुनिया आहों की दुनिया ) -2 चली जा चली जा चली जा ( यहाँ कोई नहीं अपना न घर अपना न दर अपना ) -2 दिलासा भी बहाना है सताने का रुलाने का चली जा चली जा चली जा छोड़ के दुनिया ग़मों की दुनिया आहों की दुनिया चली जा चली जा चली जा ( सितम झेले उठाये ग़म रहें आँखें सदा पुरनम ) -2 गिला किससे कहें जा कर मुक़द्दर का ज़माने का चली जा चली जा चली जा छोड़ के दुनिया ग़मों की दुनिया आहों की दुनिया चली जा चली जा चली जा ( जियें तो घुट के मर जायें मरें तो हम किधर जायें ) -2 मिला अच्छा सिला हमको तेरी दुनिया में आने का चली जा चली जा चली जा छोड़ के दुनिया ग़मों की दुनिया आहों की दुनिया चली जा चली जा चली जा English( chalī jā chalī jā chalī jā chhoṛ ke duniyā ġhamoṅ kī duniyā āhoṅ kī duniyā ) -2 chalī jā chalī jā chalī jā ( yahāṇ koī nahīṅ apnā na ghar apnā na dar apnā ) -2 dilāsā bhī bahānā hai satāne kā rulāne kā chalī jā chalī jā chalī jā chhoṛ ke duniyā ġhamoṅ kī duniyā āhoṅ kī duniyā chalī jā chalī jā chalī jā ( sitam jhele uṭhāye ġham raheṅ āṇkheṅ sadā purnam ) -2 gilā kisse kaheṅ jā kar muqaddar kā zamāne kā chalī jā chalī jā chalī jā chhoṛ ke duniyā ġhamoṅ kī duniyā āhoṅ kī duniyā chalī jā chalī jā chalī jā ( jiyeṅ to ghuṭ ke mar jāyeṅ mareṅ to ham kidhar jāyeṅ ) -2 milā achchhā silā hamko terī duniyā meṅ āne kā chalī jā chalī jā chalī jā chhoṛ ke duniyā ġhamoṅ kī duniyā āhoṅ kī duniyā chalī jā chalī jā chalī jā