Title (Indic)अपनी नज़र से उनकी नज़र तक् WorkHum Log Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Roshan Performer Mukesh Writer Vishwamitter Adil Writer Udhav Kumar LyricsHindiअपनी नज़र से उनकी नज़र तक एक ज़माना एक फ़साना कितने हो आप जैसे ऐसे ज़माने में अपने दिल का कौन ठिकाना उनकी जफ़ा में मीठी वफ़ा है ज़हर है लेकिन कितना मज़ा है मरने के होते हैं लाखों बहाने जीने का है बस एक बहाना अपनी नज़र से … दूर ही दूर से दिल में समाये यूँ नहीं आते तो सपनों में आये काम है उनका पास न आना काम हमारा प्रीत निभाना अपनी नज़र से … दिल जो लिया है दर्द ही देंगे इस के सिवा वो कुछ न करेंगे होता है दिल तो होने दो इस को तीर-ए-नज़र का यूँ ही निशाना अपनी नज़र से … Englishapnī nazar se unkī nazar tak ek zamānā ek fasānā kitne ho āp jaise aise zamāne meṅ apne dil kā kaun ṭhikānā unkī jafā meṅ mīṭhī vafā hai zahar hai lekin kitnā mazā hai marne ke hote haiṅ lākhoṅ bahāne jīne kā hai bas ek bahānā apnī nazar se … dūr hī dūr se dil meṅ samāye yūṇ nahīṅ āte to sapnoṅ meṅ āye kām hai unkā pās na ānā kām hamārā prīt nibhānā apnī nazar se … dil jo liyā hai dard hī deṅge is ke sivā vo kuchh na kareṅge hotā hai dil to hone do is ko tīr-e-nazar kā yūṇ hī niśhānā apnī nazar se …