Honthon se gulafishaan hain vo aankhon se ashqbaar ham

होंठों से गुलफ़िशाँ हैं वो आँखों से अश्क़बार हम्
Year
Language

होंठों से गुलफ़िशाँ हैं वो आँखों से अश्क़बार हम
सावन से वो हैं बेखबर बेगाना-ए-बहार हम

अर्श की ये बुलन्दियाँ फ़र्श की बस्तियों से है
उन क गुरूर देख कर बन गये खाक़सार हम
होंठों से गुल्फ़िशाँ हैं वो …

परवाना जा के जब गिरा शोला तो काँप काँप उठा
उस पे न कुछ असर हुआ जिस पे हुए निसार हम
होंठों से गुल्फ़िशाँ हैं वो …

पी है किसी की बज़्म में इतनी कि फिर न उठ सके
होश-ओ-हवास कुछ नहीं कितने हैं होशियार हम
होंठों से गुल्फ़िशाँ हैं वो …

hoṅṭhoṅ se gulafiśhāṇ haiṅ vo āṇkhoṅ se aśhqbār ham
sāvan se vo haiṅ bekhabar begānā-e-bahār ham

arśh kī ye bulandiyāṇ farśh kī bastiyoṅ se hai
un ka gurūr dekh kar ban gaye khāqsār ham
hoṅṭhoṅ se gulfiśhāṇ haiṅ vo …

parvānā jā ke jab girā śholā to kāṇp kāṇp uṭhā
us pe na kuchh asar huā jis pe hue nisār ham
hoṅṭhoṅ se gulfiśhāṇ haiṅ vo …

pī hai kisī kī bazam meṅ itnī ki phir na uṭh sake
hośh-o-havās kuchh nahīṅ kitne haiṅ hośhiyār ham
hoṅṭhoṅ se gulfiśhāṇ haiṅ vo …