हो गया दिल और आँख में झगड़ा
हो गया दिल और आँख में झगड़ा
दिल को चुरा गया परदेसी
नहीं आँख ने पकड़ा
हो गया दिल …
आँखें बोलीं पागल दिल है
जिसके ज़खमों पर मरहम है
दिल केहता हम लुटे मगर
कुछ नहीं आँख का बिगड़ा
दिल को चुरा गया …
दिल ने अपना भेद छुपाया
आँखों ने जग को बतलाया
दुनिया हँसी देख के उन का
रोना होना मुखड़ा
दिल को चुरा गया …
दोनो करने लगे ग़ुलामी
कैसी मीठी ये बदनामी
इस झग्ड़े में आँसू बनकर
दिल आँखों से बिछड़ा
दिल को चुरा गया …
ho gayā dil aur āṇkh meṅ jhagaṛā
dil ko churā gayā pardesī
nahīṅ āṇkh ne pakaṛā
ho gayā dil …
āṇkheṅ bolīṅ pāgal dil hai
jiske zakhmoṅ par maraham hai
dil kehtā ham luṭe magar
kuchh nahīṅ āṇkh kā bigaṛā
dil ko churā gayā …
dil ne apnā bhed chhupāyā
āṇkhoṅ ne jag ko batlāyā
duniyā hṇsī dekh ke un kā
ronā honā mukhaṛā
dil ko churā gayā …
dono karne lage ġhulāmī
kaisī mīṭhī ye badnāmī
is jhagṛe meṅ āṇsū bankar
dil āṇkhoṅ se bichhaṛā
dil ko churā gayā …