हमसे तो अच्छी तेरी पायल गोरी
र: हमसे तो अच्छी तेरी पायल गोरी
कि बार-बार तेरा बदन चूमे -2
आ: खोटा है मन तेरा पापी सजन
नजरिया से मोरा बदन चूमे
र: हमसे तो अच्छी …
आ: सोच के मुझको हाथ लगाना -2
शोला हूँ मैं जल नहीं जाना
र: कैसे कहूँ जबसे हुआ तेरा-मेरा सामना
दिल ने कहा बिना पिए मैं तो गिरा थामना
आ: मैं वो कुँवारी कली हूँ बलम
कि डर-डर के जिसको पवन चूमे -2
र: हमसे तो अच्छी …
र: नाच री इतना थक जाए पायल -2
हमरा करेजवा हो जाए घायल
आ: मेरी डगर रखियो छैला कदम देख-भाल के
ले न जाए मेरी नजर दिल तेरा निकाल के
र: हाय गालों की लाली खिल-खिल उठे
जो एक बार मुखड़ा सजन चूमे -2
आ: खोटा है मन …
ra: hamse to achchhī terī pāyal gorī
ki bār-bār terā badan chūme -2
ā: khoṭā hai man terā pāpī sajan
najriyā se morā badan chūme
ra: hamse to achchhī …
ā: soch ke mujhko hāth lagānā -2
śholā hūṇ maiṅ jal nahīṅ jānā
ra: kaise kahūṇ jabse huā terā-merā sāmnā
dil ne kahā binā pie maiṅ to girā thāmnā
ā: maiṅ vo kuṇvārī kalī hūṇ balam
ki ḍar-ḍar ke jisko pavan chūme -2
ra: hamse to achchhī …
ra: nāch rī itnā thak jāe pāyal -2
hamrā karejvā ho jāe ghāyal
ā: merī ḍagar rakhiyo chhailā kadam dekh-bhāl ke
le na jāe merī najar dil terā nikāl ke
ra: hāy gāloṅ kī lālī khil-khil uṭhe
jo ek bār mukhaṛā sajan chūme -2
ā: khoṭā hai man …