Ham maze door se jalvon ke liye jaate hain

हम मज़े दूर से जलवों के लिये जाते हैं
Year
Language

हम मज़े दूर से जलवों के लिये जाते हैं
ये वो प्याले हैं जो आँखों से पिये जाते हैं

तुम मेरी अर्ज़-ए-तमन्न पे ख़फ़ा होते हो
इन ख़ताओं पे तो इनआम दिये जाते हैं

फ़स्ल-ए-गुल आयी नशेमन से ख़बरदार रहो
इसी मौसम में तो बरबाद किये जाते हैं

ham maze dūr se jalvoṅ ke liye jāte haiṅ
ye vo pyāle haiṅ jo āṇkhoṅ se piye jāte haiṅ

tum merī arz-e-tamann pe khafā hote ho
in khatāoṅ pe to inaām diye jāte haiṅ

fasl-e-gul āyī naśheman se khabardār raho
isī mausam meṅ to barbād kiye jāte haiṅ