Ham geet ye tumhen bhee pilaayen tamaam raat

हम गीत ये तुम्हें भी पिलायें तमाम रात्
Year
Language

हम गीत ?? ये तुम्हें भी पिलायें तमाम रात
जागें तमाम रात जगायें तमाम रात

उनकी जफ़ायें याद दिलायें तमाम रात
वो दिन हो के उनको सतायें तमाम रात

शब बर रहे किसी से हम-आग़ोशियों के लुत्फ़
होती रहीं क़ुबूल दुआयें तमाम रात

दाबे रहे परों से नशेमन को रात भर
उन गेसुओं की ली हैं बलायें तमाम रात्

ham gīt ?? ye tumheṅ bhī pilāyeṅ tamām rāt
jāgeṅ tamām rāt jagāyeṅ tamām rāt

unkī jafāyeṅ yād dilāyeṅ tamām rāt
vo din ho ke unko satāyeṅ tamām rāt

śhab bar rahe kisī se ham-āġhośhiyoṅ ke lutf
hotī rahīṅ qubūl duāyeṅ tamām rāt

dābe rahe paroṅ se naśheman ko rāt bhar
un gesuoṅ kī lī haiṅ balāyeṅ tamām rāt