हाय रे हाय नींद नहीं आए चैन नहीं आए
ल: हाय रे हाय नींद नहीं आए चैन नहीं आए दिल में तू समाए
आया प्यार भरा मौसम दीवाना दीवाना
हाय रे हाय …
कोई देख ले अगर
र: तू ग़म न कर
ल: मुझे तो लग रहा है डर
र: तू ग़म न कर
रितु सुना रही है प्रीत की कहानियाँ
हाय रे हाय मस्त घटा छाए प्यास ना बुझाए आग सी लगाए
आया प्यार भरा …
दिल ने दिल से क्या कहा
ल: क्या पता
र: ज़रा सा मेरे पास आ
ल: क्यों भला
र: आ तुझे मैं दे दूँ प्रेम की निशानियाँ
ल: हाय रे हाय जान घबराए आँख झुकी जाए साँस रुकी जाए
आया प्यार भरा …
ल: छेड़ती है ये हवा
र: क्या हुआ
ल: जगा है दिल में दर्द सा
र: क्यों भला
ल: रंग ला रही हैं प्यार की जवानियाँ
र: ज़ुल्फ़ की छाँव हाय होश उड़ा जाए पाँव डगमगाए
हो आया प्यार भरा …
la: hāy re hāy nīṅd nahīṅ āe chain nahīṅ āe dil meṅ tū samāe
āyā pyār bharā mausam dīvānā dīvānā
hāy re hāy …
koī dekh le agar
ra: tū ġham na kar
la: mujhe to lag rahā hai ḍar
ra: tū ġham na kar
ritu sunā rahī hai prīt kī kahāniyāṇ
hāy re hāy mast ghaṭā chhāe pyās nā bujhāe āg sī lagāe
āyā pyār bharā …
dil ne dil se kyā kahā
la: kyā patā
ra: zarā sā mere pās ā
la: kyoṅ bhalā
ra: ā tujhe maiṅ de dūṇ prem kī niśhāniyāṇ
la: hāy re hāy jān ghabrāe āṇkh jhukī jāe sāṇs rukī jāe
āyā pyār bharā …
la: chheṛtī hai ye havā
ra: kyā huā
la: jagā hai dil meṅ dard sā
ra: kyoṅ bhalā
la: raṅg lā rahī haiṅ pyār kī javāniyāṇ
ra: zulf kī chhāṇv hāy hośh uṛā jāe pāṇv ḍagamgāe
ho āyā pyār bharā …