Title (Indic)आप आए तो खयाल-ए-दिल-ए-नाशाद आया WorkGumrah Year1963 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ravi Performer Mahendra Kapoor Writer Sahir Ludhianvi LyricsHindiआप आये तो खयाल-ए-दिल-ए-नाशाद आया कितने भूले हुये जख्मों का पता याद आया आपके लब पे कभी अपना भी नाम आया था शोख नजरोंसे मोहब्बत का सलाम आया था उम्रभर साथ निभाने का पयाम आया था आपको देख के वो एहद-ए-वफ़ा याद आया रूह में जल उठे बुझती हुयी यादों के दिये कैसे दीवाने थे आपको पाने के लिये यूँ तो कुछ कम नहीं जो आपने एहसान किये पर जो मांगे से न पाया वो सिला याद आया आज वो बात नहीं फिर भी कोई बात तो है मेरे हिस्से में ये हल्की से मुलाकात तो है गैर का हो के भी ये हुस्न मेरे साथ तो है हाय किस वक़्त मुझे कब का गिला याद आया Englishāp āye to khayāl-e-dil-e-nāśhād āyā kitne bhūle huye jakhmoṅ kā patā yād āyā āpke lab pe kabhī apnā bhī nām āyā thā śhokh najroṅse mohabbat kā salām āyā thā umrbhar sāth nibhāne kā payām āyā thā āpko dekh ke vo ehad-e-vafā yād āyā rūh meṅ jal uṭhe bujhtī huyī yādoṅ ke diye kaise dīvāne the āpko pāne ke liye yūṇ to kuchh kam nahīṅ jo āpne ehsān kiye par jo māṅge se na pāyā vo silā yād āyā āj vo bāt nahīṅ phir bhī koī bāt to hai mere hisse meṅ ye halkī se mulākāt to hai gair kā ho ke bhī ye husn mere sāth to hai hāy kis vaqt mujhe kab kā gilā yād āyā