Title (Indic)गुमनाम है कोई बदनाम है कोई WorkGumnaam Year1965 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Lata Mangeshkar Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiगुमनाम है कोई, बदनाम है कोई किस को खबर कौन है वो, अन्जान है कोई किसको समझे हम अपना, कल का नाम है एक सपना आज अगर तुम ज़िंदा हो, तो कल के लिए माला जपना पल दो पल की मस्ती है, बस दो दिन की बस्ती है चैन यहाँ पर महँगा है, और मौत यहाँ पर सस्ती है कौन बला तूफ़ानी है, मौत को खुद हैरानी है आये सदा वीरानों से, जो पैदा हुआ वो फ़ानी है Englishgumnām hai koī, badnām hai koī kis ko khabar kaun hai vo, anjān hai koī kisko samjhe ham apnā, kal kā nām hai ek sapnā āj agar tum ziṅdā ho, to kal ke lie mālā japnā pal do pal kī mastī hai, bas do din kī bastī hai chain yahāṇ par mahṇgā hai, aur maut yahāṇ par sastī hai kaun balā tūfānī hai, maut ko khud hairānī hai āye sadā vīrānoṅ se, jo paidā huā vo fānī hai