Title (Indic)फूलों में कलियों में ... दिल है बेचैन आजा WorkGang Year2000 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Sadhana Sargam Performer Kumar Sanu Writer Javed Akhtar LyricsHindiफूलों में कलियों में प्यार की गलियों में दोनों मिलें मिल के चलें अनजानी राहों में हम ऐ हे दिल है बेचैन आजा आजा ऐ हे प्यासे हैं नैन आजा आजा फूलों में … गा रही हैं हवाएं प्यार के वो तराने गुनगुनाके जिन्हें हम हो गए थे दीवाने मस्ती का आलम है मिलने का मौसम है तो किसलिए ये फ़ासले क्यूं हम पे है ये सितम ऐ हे दिल है बेचैन … तू कहीं खो गया तो मैं रही खोई खोई जाने क्या हो गया था मैं न जागी न सोई मैं राह तकती थी कब से तरसती थी तेरी सदा सुन के लगा मैं जी उठी हूँ सनम ऐ हे दिल है बेचैन … Englishphūloṅ meṅ kaliyoṅ meṅ pyār kī galiyoṅ meṅ donoṅ mileṅ mil ke chaleṅ anjānī rāhoṅ meṅ ham ai he dil hai bechain ājā ājā ai he pyāse haiṅ nain ājā ājā phūloṅ meṅ … gā rahī haiṅ havāeṅ pyār ke vo tarāne gungunāke jinheṅ ham ho gae the dīvāne mastī kā ālam hai milne kā mausam hai to kislie ye fāsle kyūṅ ham pe hai ye sitam ai he dil hai bechain … tū kahīṅ kho gayā to maiṅ rahī khoī khoī jāne kyā ho gayā thā maiṅ na jāgī na soī maiṅ rāh taktī thī kab se tarastī thī terī sadā sun ke lagā maiṅ jī uṭhī hūṇ sanam ai he dil hai bechain …