Title (Indic)फ़िज़ा तू हवा है फ़िज़ा है WorkFiza Year2000 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Alka Yagnik Performer Sonu Nigam Writer Gulzar LyricsHindiफ़िज़ा फ़िज़ा फ़िज़ा हे फ़िज़ा तू हवा है फ़िज़ा है ज़मीं की नहीं तू घटा है तो फिर क्यूँ बरसती नहीं उड़ती रहती है तू पंछियों की तरह आ मेरे आशियाने में आ मैं हवा हूँ कहीं भी ठहरती नहीं रुक भी जाऊँ कहीं पर तो रहती नहीं मैने तिनके उठाए हुए हैं परों पर आशियाना नहीं है मेरा घने एक पेड़ से मुझे झूंका कोई ले के आया है सूखे इक पत्ते की तरह हवा ने हर तरफ़ उड़ाया है आना आ हे आना आ इक दफ़ा इस ज़मीं से उठें पाँव रखें हवा पर ज़रा सा उड़े चल चलें हम जहाँ कोई रस्ता न हो कोई रहता न हो कोई बसता न हो कहते हैं आँखों में मिलती है ऐसी जगह फ़िज़ा फ़िज़ा … तुम मिले तो क्यूँ लगा मुझे खुद से मुलाकात हो गई कुछ भी तो कहा नहीं मगर ज़िंदगी से बात हो गई आना आ हे आना आ साथ बैठें ज़रा देर को हाथ थामें रहें और कुछ ना कहें छू के देखें तो आँखों की खामोशियाँ कितनी चुपचाप होती हैं सरगोशियाँ सुनते हैं आँखों में होती है ऐसी सदा फ़िज़ा फ़िज़ा … Englishfizā fizā fizā he fizā tū havā hai fizā hai zamīṅ kī nahīṅ tū ghaṭā hai to phir kyūṇ barastī nahīṅ uṛtī rahtī hai tū paṅchhiyoṅ kī tarah ā mere āśhiyāne meṅ ā maiṅ havā hūṇ kahīṅ bhī ṭhahartī nahīṅ ruk bhī jāūṇ kahīṅ par to rahtī nahīṅ maine tinke uṭhāe hue haiṅ paroṅ par āśhiyānā nahīṅ hai merā ghane ek peṛ se mujhe jhūṅkā koī le ke āyā hai sūkhe ik patte kī tarah havā ne har taraf uṛāyā hai ānā ā he ānā ā ik dafā is zamīṅ se uṭheṅ pāṇv rakheṅ havā par zarā sā uṛe chal chaleṅ ham jahāṇ koī rastā na ho koī rahtā na ho koī bastā na ho kahte haiṅ āṇkhoṅ meṅ miltī hai aisī jagah fizā fizā … tum mile to kyūṇ lagā mujhe khud se mulākāt ho gaī kuchh bhī to kahā nahīṅ magar ziṅdgī se bāt ho gaī ānā ā he ānā ā sāth baiṭheṅ zarā der ko hāth thāmeṅ raheṅ aur kuchh nā kaheṅ chhū ke dekheṅ to āṇkhoṅ kī khāmośhiyāṇ kitnī chupchāp hotī haiṅ sargośhiyāṇ sunte haiṅ āṇkhoṅ meṅ hotī hai aisī sadā fizā fizā …