फ़लक़ से तोड़ के सितारे ... कोई नज़राना ले कर आया
फ़लक़ से तोड़ के सितारे देखो लोग लाए हैं
मगर मैं वो नहीं लाया जो सारे लोग लाए हैं
कोई नज़राना ले कर आया हूँ मैं दीवाना तेरे लिए
आज छलका है ख़ुशियों का पैमाना तेरे लिए
सभी के दिलों को ये धड़का रहा है
समाँ साज़-ए-दिल पे ग़ज़ल गा रहा है
सारी बातें रुक गई हैं
सबकी आँखें झुक गई हैं
तेरी महफ़िल में आया शायद कोई मस्ताना तेरे लिए
कोई नज़राना …
तुझे दुश्मनों की नज़र लग न जाए
रहें दूर तुझसे सदा ग़म के साए
गुनगुनाए तू हमेशा
मुस्कराए तू हमेशा
गुलशन बन जाए उम्मीदों का हर एक वीराना तेरे लिए
कोई नज़राना …
falaq se toṛ ke sitāre dekho log lāe haiṅ
magar maiṅ vo nahīṅ lāyā jo sāre log lāe haiṅ
koī nazrānā le kar āyā hūṇ maiṅ dīvānā tere lie
āj chhalkā hai khuśhiyoṅ kā paimānā tere lie
sabhī ke diloṅ ko ye dhaṛkā rahā hai
samāṇ sāz-e-dil pe ġhazal gā rahā hai
sārī bāteṅ ruk gaī haiṅ
sabkī āṇkheṅ jhuk gaī haiṅ
terī mahafil meṅ āyā śhāyad koī mastānā tere lie
koī nazrānā …
tujhe duśhmnoṅ kī nazar lag na jāe
raheṅ dūr tujhse sadā ġham ke sāe
gungunāe tū hameśhā
muskrāe tū hameśhā
gulaśhan ban jāe ummīdoṅ kā har ek vīrānā tere lie
koī nazrānā …