Ek teraa sundar mukharaa ek teraa pyaar

एक तेरा सुन्दर मुखड़ा एक तेरा प्यार्
Work
Year
Language

एक तेरा सुन्दर मुखड़ा एक तेरा प्यार से भरा दिल
मिलना मुश्क़िल
एक तेरा सुन्दर …
इस ओर ढूँढूँ चाहे उस ओर ढूँढूँ कोई मंज़िल -2
मिलना मुश्क़िल
एक तेरा सुन्दर …

आ के सिरहाने तेरे तुझको जो देखा
हर साँस मेरा फिर तो ख़ुशबू से महका
जैसी मिली है मुझको ऐसी सुहानी कोई मंज़िल
मिलना मुश्क़िल
एक तेरा सुन्दर …

रेशम से ग़ेसू तेरे रातें मिलन की
ख़ामोश लब कहते हैं बातें मिलन की
देखे हज़ारों क़ातिल ऐसा हसीन कोई क़ातिल
मिलना मुश्क़िल
एक तेरा सुन्दर …

ek terā sundar mukhaṛā ek terā pyār se bharā dil
milnā muśhqil
ek terā sundar …
is or ḍhūṇḍhūṇ chāhe us or ḍhūṇḍhūṇ koī maṅzil -2
milnā muśhqil
ek terā sundar …

ā ke sirhāne tere tujhko jo dekhā
har sāṇs merā phir to khuśhbū se mahkā
jaisī milī hai mujhko aisī suhānī koī maṅzil
milnā muśhqil
ek terā sundar …

reśham se ġhesū tere rāteṅ milan kī
khāmośh lab kahte haiṅ bāteṅ milan kī
dekhe hazāroṅ qātil aisā hasīn koī qātil
milnā muśhqil
ek terā sundar …