Title (Indic)कहीं चल ना दे रात का क्या ठिकाना WorkEk Shola Year1956 LanguageHindi Credits Role Artist Music Madan Mohan Performer Asha Bhosle Performer Mohammad Rafi Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiआ: कहीं चल ना दे रात का क्या ठिकाना इधर आओ ज़ुल्फ़ों में तुमको छिपा लें र: कहीं देख ले फिर न हमको ज़माना कहो तो सितारों के दीपक बुझा दें आ: ये रात आई है मिल भी लो चुपके-चुपके गुज़र जाए कब ये न जाने र: नज़र आज मिलाएँ हम-तुम कुछ ऐसी ठहर जाएँ जाते ज़माने आ: नसीबों से मिलता है ये समाँ कहीं देख ले फिर … र: तेरी ज़ुल्फ़ छू ली तो आवारा बादल महकने बहकने लगा है आ: झुका चाँद का सर घटाओं का आँचल सरकने ढलकने लगा है र: तो फिर छेड़ दो दिल की दास्ताँ कहीं चल न दे … Englishā: kahīṅ chal nā de rāt kā kyā ṭhikānā idhar āo zulfoṅ meṅ tumko chhipā leṅ ra: kahīṅ dekh le phir na hamko zamānā kaho to sitāroṅ ke dīpak bujhā deṅ ā: ye rāt āī hai mil bhī lo chupke-chupke guzar jāe kab ye na jāne ra: nazar āj milāeṇ ham-tum kuchh aisī ṭhahar jāeṇ jāte zamāne ā: nasīboṅ se miltā hai ye samāṇ kahīṅ dekh le phir … ra: terī zulf chhū lī to āvārā bādal mahakne bahakne lagā hai ā: jhukā chāṇd kā sar ghaṭāoṅ kā āṇchal sarakne ḍhalakne lagā hai ra: to phir chheṛ do dil kī dāstāṇ kahīṅ chal na de …