Title (Indic)छुम-छुम चली पिया की गली मैं सपने नये सजा के WorkEk-Saal Year1957 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ravi Performer Lata Mangeshkar Writer Prem Dhawan LyricsHindi( छुम-छुम चली पिया की गली मैं सपने नये सजा के ) -2 कैसा जादू कर गये साजन इन नैनन में आ के छुम-छुम चली पिया की गली मैं सपने नये सजा के ( धीरे से बोल के, बिना किसी मोल के ले गया दिल कोई, अंखियों में तौल के ) -2 खोई-खोई डोलूँ मैं तो सुध बिसरा के -2 छुम-छुम चली पिया की गली मैं सपने नये सजा के ( रितु है बहार की, सोलह सिंगार कानों में मोरे सहनाई बाजे प्यार की ) -2 दुनिया से रखूँ कैसे प्रीत छुपा के -2 छुम-छुम चली पिया की गली मैं सपने नये सजा के कैसा जादू कर गये साजन इन नैनन में आ के छुम-छुम चली पिया की गली मैं सपने नये सजा के English( chhum-chhum chalī piyā kī galī maiṅ sapne naye sajā ke ) -2 kaisā jādū kar gaye sājan in nainan meṅ ā ke chhum-chhum chalī piyā kī galī maiṅ sapne naye sajā ke ( dhīre se bol ke, binā kisī mol ke le gayā dil koī, aṅkhiyoṅ meṅ taul ke ) -2 khoī-khoī ḍolūṇ maiṅ to sudh bisrā ke -2 chhum-chhum chalī piyā kī galī maiṅ sapne naye sajā ke ( ritu hai bahār kī, solah siṅgār kānoṅ meṅ more sahnāī bāje pyār kī ) -2 duniyā se rakhūṇ kaise prīt chhupā ke -2 chhum-chhum chalī piyā kī galī maiṅ sapne naye sajā ke kaisā jādū kar gaye sājan in nainan meṅ ā ke chhum-chhum chalī piyā kī galī maiṅ sapne naye sajā ke